Rasool Allah (SAW) Hasan aur Husayn (RZ) ko in alfaaz ke sath Allah ki panah mein dete:
U’eedhu kumaa bi kalimaatil laahit taammati, min kulli shaitaanin wa haammah, wa min kulli ‘aynin laammah
Mein tum dono ko Allah taala ke mukammal kalmaat ki panah mein deta hun har shaytan aur zahreeley janwar se aur har lag jane wali nazar se
Sahih Bukhari (3371), Abu Dawud (4737), Tirmidhi (2060), Alfaz Abu Dawud aur Tirmidhi ke hain; Ibn Majah (3525). Dekhen Endnote 39


0 Comments