Jinko Urdu me Padhna Nahi aata wo log Roman English me Hamare is “Islamic teachings today” blog se Islam ki Jaankaari Hasil karsakte hai. Hamare is Blog me Hum Islam ke Buniyaad, Eeman, Namaz ka tareeqa, Gusul ka tareeqa, Paigambaron ke stories, Quiz Questions aur bahot saari jaankari provide karenge Ishallah.