108. Surah Al-Kauthar Tarjume ke saath Roman English me

 Bismilla  hir Rahmaanir-Rahiim.

Allah ke naam se jo be intahaa meharban aur reham farmanay wala hai 



  1. Innaaa a'tainaa kal kausar
  2. Fasalli li rabbika wanhar
  3. Inna shaani'aka huwal abtar

Tarjuma:

( Ae Nabi ) hum ne tumhe kusar ataa kar diya . pas tum – apne Rab hi ke liye namaz padho aur qurbani karo . tumhara dushman hi jad kata hai.

Post a Comment

0 Comments