Bismilla hir Rahmaanir-Rahiim.
Allah ke naam se jo be intahaa meharban aur reham farmanay wala hai
- Qul yaaa-ayyuhal kaafiroon
- Laaa a'budu maa t'abudoon
- Wa laaa antum 'aabidoona maaa a'bud
- Wa laaa ana 'abidum maa 'abattum
- Wa laaa antum 'aabidoona maaa a'bud
- Lakum deenukum wa liya deen.
Tarjuma:
Keh do ke ae kafroo , mein unn ki ibadat nahi karta jin ki ibadat tum karte ho , aur nah tum uss ki ibadat karne wale ho jis ki ibadat mein karta hun . aur nah mein unn ki ibadat karne wala hun jin ki ibadat tum ne ki hai, aur nah tum uss ki ibadat karne wale ho jis ki ibadat mein karta hun . tumahre liye tumhara deen hai aur mere liye mera deen.

0 Comments