Bismilla hir Rahmaanir-Rahiim.
Allah ke naam se jo be intahaa meharban aur reham farmanay wala hai
- Ara 'aytal lazee yukazzibu biddeen
- Fazaalikal lazee yadu'ul-yateem
- Wa la yahuddu 'alaa ta'aamil miskeen
- Fa wailul-lil musalleen
- Allazeena hum 'an salaatihim saahoon
- Allazeena hum yuraaa'oon
- Wa yamna'oonal maa'oon
Tarjuma:
Tum ne dekha uss shakhs ko jo akhirat
ki jaza o saza ko jhutlata hai ? wohi to hai jo yateem ko dhakke deta hai , aur
miskeen ko khana daine par nahi uksata . phir tabahi hai unn namaz padhne walon
ke liye jo apni namaz se ghaflat brtte hain , jo riya kaari karte hain aur
mamooli zaroorat ki cheeze ( logon ko ) daine se guraiz karte hain

0 Comments