10) Ghar se nikaltay waqt ki duayen

 


Bismillaahi, tawakkaltu 'alallaahi, laa hawla wa laa quwwata illaa billaah
(Mein is ghar se) Allah ke naam ke sath (nikal raha hun) main ne Allah par bharosa kiya aur gunah se
bachney ki himmat hai na neki karne ki taaqat magar Allah hi ki tofiq se
Sahih. Abu Dawud (5095), Tirmidhi (3426), Al Mukhtaara by Ziya (agle page par jaari...)

Post a Comment

0 Comments