1
Ash-hadu 'an laa ilaaha illallaahu wahdahu laa shareeka lahu wa ash-hadu anna Muhammadan 'abduhu wa Rasooluhu
“Main shahadat deta hun ke Allah ke siwa koi (sacha) mabood nahi, woh akela hai us ka koi shareek nahi aur main gawahi deta hun ke Mohammad us ke bande aur us ke Rasool hain”
Sahih Muslim (234), Abu Dawud (169), Tirmidhi (55), Nasai (148), Ibn Majah (470)
2
Allaahum maj'alnee minat tawwaabeena waj'alnee minal mutatahhireen
“Ae Allah mujhe bahot ziyada tauba karne walon mein se banade aur mujhe bahot ziyada pak rehne walon mein se banade”
Sahih. Tirmidhi (55). Albani ne ise Sahih kaha hai: “Tamam al Minnah” (pages 96-97); aur “Irwaa” (96). Tafseel ke liye dekhiye “Anwar un Nasiha” (Taa 55)



0 Comments