Sunnat Namaz Ka matlab kya hai?

SUNNAT: sunnat namaz ek ikhtiyaar ya fazeelat wali namaz { rasmi namaz yanin Muhammad (S.A.W) ne in namazo ko padha tha} isko sunnat kahte hai. jo rozana ki paanch namazon me farz, nafil, wajib ke ilawa bhi ada karte hai, jo tamam musalmanoon ke liye laazmi hain .

Types:

SUNNAT E MOKIDA: Muhammad (S.A.W) ne kabhi nahi chora . jin ke ada karne ki takeed farmai gayi hai. Kare tho neki hai.   nai kare tho azaab.. 5 waqt ki namaz mein woh 12 rakaaten , fajar – 2, zohar – 4+2, Asar – 0, Magrib – 2, IShan -  2. Agar din me ye 12 rakat padhe tho jannat me ek mahel banega.

SUNNAT E GAIR MOKIDA: woh fel jis par An hazrat sale Allah alaihi wasallam ne amal kiya ho aur bila kisi uzr ke chora bhi ho. Namaz padhne wala mustahiq sawab aur na padhne wala gunah gaar nahi ho ga, aur 5 waqt ki namaz mein sunnat e gair mokida 8 rakat hai jo namaz-e ASAR aur ISHA mein shaamil hain.

Post a Comment

0 Comments