FARZ : woh amal jo daleel (Quran aur hadees ) se saabit ho aur is mein shuba na ho, is ka munkir kafir hai aur tark karne wala azaab ka mustahiq hai. jis ka karna laazmi ho .
Types:
1. FARZ
E AIN: woh farz jo jamaat
mein se kisi ek ke ada karne se sab ki taraf se ada ho jaye. Aur koyi
bhi nahi ada kare tho sab saza ke mustahik honge.
Jaise: Janeze ki
Namaz, rmazan me Itekaaf.
2. FARZ
E KIFAYA: woh amal jis ka
ada karna har musalman par infiradi (individual) tor par zaroori ho. aur
tark karne wala azaab ka mustahiq hai
Jaise : 5 namazen
, Ramzan ke roze waghera
0 Comments