Namaz Mein Farz Amaal

Namaz ke bahar ke faraiz

1. Badan ka paak hona

2. Kapdon ka paak hona

3. Shatar (Badan) Ka Chhupana

4. Namaz ki jagah ka paak hona

5. Namaz ke waqt ka hona.

6. Qibla Rukh hona.

7. Namaz ki niyat karna.

Namaz ke andar ke faraiz

1. Takbeere tahreema kahna

2. Qayam karna (Niyat bandhna)

3. Qiraa'at padhna

4. Ruku karna

5. Do sajde karna

6. At-tahiyat ki halat me baithna

Note: Upar ke cheezon me jo farayez namaz mein se koi farz ada na hua tho namaz ada nahi hogi mukammal namaz phir se padehna hoga.

Post a Comment

0 Comments