Fajar : Namaze Fajar ka waqt tulu-e Fajar se shuru hota hai jab tak ke Sooraj tulu nah hua ho. jab Sooraj niklana shuru hota hai to fajar ki namaz ka waqt khatam ho jata hai .
Zohar : Namaze Zohar ka waqt dopehar ke baad shuru hota hai, jab Sooraj apne bland muqam se mashriq ke taraf dhal jaata hai. asar ke waqt shuru hone par zohar ke namaz ka waqt khatam hota hai. Aur kisi cheez ke saaye ki lambayi sab se kam lambayi se badne lagti hai .
Asar : Asar ki namaz ka waqt is waqt shuru hota hai jab kisi cheez ka saya is ki lambayi se zyada badh jaye aur sooraj doob ne se pahle is namaz ka waqt khatam hota hai .
maghrib : maghrib ki namaz ka waqt ghuroob-e aftaab se shuru hota hai, jab Sooraj ki roshni poori khatam hone par yani aasman me laa siya rang chale jaate hi khatam hota hai .
Ishan : Ishan ki namaz ka waqt is waqt shuru hota hai jab ghuroob aftaab ki surkhi aasman se nikal jati hai. Aur Fajar ke waqt se pahle khatam hota hai .
Namaz Kis waqt Makrooh Hai / Nama kis waqt Nahi Padna) ?
- Tulu e Aftab (Sun Rise) ke waqt yani Suraj Nikalte waqt.
- Zawaal ke waqt Suraj poori bulandi par ho aur kisi cheez ka saya sab se kam ho.
- Gurub e Aftab (Sun Set) ke waqt.
Ek Example Poore din ki Namaz:
Namaz ke waqt ko suraj se dekhte hain .Waqt mausam
ke hisaab se badalta hai, aur dhopkale me din bada hota hai yani sooraj bahot
der tak rahta hai, aur barsaat, thand kale me din chota hota hai yani suraj kam
waqt rahta hai.Misaal ke taur par May ke mahne me namaz ka waqt.
5 waqt ki Namaz uske waqt yani start se End tak ke andar me hi padhe tho sahin hai aur allah waqt par jamat ke saat padhne walon ko bahot pasand karta hai, aur waqt se choot jaye aur nai padhe tho baad me namaz ada Kare tho wo KHAZA kahlaaye gi aur khaza namaz padhe tho bhi saza milegi. Namaz kisi bhi haal me nahi choorna hai.
Namaz ke auqaat ke liye hadees ka hawala yeh hai :
Fajar : sahih bukhari, kitaab 11 : namazon ke auqaat
Zahar : sahih bukhari, kitaab 10 : namazon ke auqaat
asar : sahih bukhari, kitaab 10 : namazon ke auqaat
maghrib : sahih bukhari, kitaab 11 : namazon ke auqaat
esha : sahih bukhari, kitaab 11 : namazon ke auqaat
Fajar : sahih bukhari, kitaab 11 : namazon ke auqaat
Zahar : sahih bukhari, kitaab 10 : namazon ke auqaat
asar : sahih bukhari, kitaab 10 : namazon ke auqaat
maghrib : sahih bukhari, kitaab 11 : namazon ke auqaat
esha : sahih bukhari, kitaab 11 : namazon ke auqaat
.png)



0 Comments