1) Neend se bedaar hone ki dua

                                          



Alhamdu lillaahil ladhee ahyaanaa ba'da maa amaatanaa wa ilayhin nushoor 

har qism ki tareef Allah ke liye hain jis ne hamein zindah kya, baad is ke ke is ne hamein maar diya tha aur usi ki taraf uth kar jana hai

Sahih Bukhari (6314), Sahih Muslim (2711), Abu Dawud (5049), Ibn Majah (3880), Tirmidhi (3417) 




Post a Comment

0 Comments