Bismilla hir Rahmaanir-Rahiim.
Allah ke naam se jo be intahaa meharban aur reham farmanay wala hai
Innaa anzalnaahu fee lailatil qadr
- Wa maa adraaka ma lailatul qadr
- Lailatul qadri khairum min alfee shahr
- Tanaz zalul malaa-ikatu war roohu feeha bi izni-rab bihim min kulli amr
- Salaamun hiya hattaa mat la'il fajr
Tarjuma:
Hum ne iss ( quran ) ko shab_e_ qader mein nazil kiya hai . Aur tum kya jano ke shab e qader kya hai ? shab_e_ qader hazaar mahino se ziyada behtar hai . farishte aur rooh uss mein – apne Rab ke izan se har hukum le kar utarte hain . woh raat sara sar salamti hai Tulu Fajar tak.

0 Comments