Bismilla  hir Rahmaanir-Rahiim.

Allah ke naam se jo be intahaa meharban aur reham farmanay wala hai 


  1. Al-Hamdu lillaahi Rabbil-'Aalamiin;
  2. 'Ar-Rahmaanir- Rahiim;
  3. Maaliki Yawmid-Diin!
  4. 'lyyaaka na'-budu wa'iyyaaka nasta-'iin.
  5. 'Ihdinas-Siraatal Musta-qiim –
  6. Siraatal-laziina 'an -'amta 'alay-him
  7. Gayril-magzuubi 'alay-him wa laz-zaaalliin.

Tarjuma:

Tareef Allah hi ke liye hai jo tamam kaayenaat ka rab hai, Jo be imteha meharban aur rahem farmane wala hai. roze jaza ka maalik hai . hum teri hi ibadat karte hain aur tujhi se madad mangte hain. hamein seedha rasta dikha, un logon ka rasta jin par to ne inaam farmaya, jo ma'toob nahi hue, jo bhatke hue nahi hain.