103. Surah Al-Asr Tarjume ke saath Roman English me

Bismilla  hir Rahmaanir-Rahiim.

Allah ke naam se jo be intahaa meharban aur reham farmanay wala hai



  1. Wal 'asr
  2. Innal insaana lafee khusr
  3. Illal lazeena aamanoo wa 'amilus saalihaati wa tawaasaw bilhaqqi wa tawaasaw bissabr

 

Tarjuma:

zamane ki qasam insaan dar haqeeqat bade khasare mein hai. siwaye unn logon ke jo imaan laaye, aur neik aamaal karte rahe, aur aik dosre ko haq ki talqeen kare, aur sabar kare.


 


Post a Comment

0 Comments