Bismilla  hir Rahmaanir-Rahiim.

Allah ke naam se jo be intahaa meharban aur reham farmanay wala hai 


  1. Qul huwal laahu ahad
  2. Allah hus-samad
  3. Lam yalid wa lam yoolad
  4. Wa lam yakul-lahoo kufuwan ahad 

Tarjuma:

Kaho, wo Allah hai, yaktaa . Allah sab se be niaz hai aur sab is ke mohtaaj hain . Na is ki koi aulaad hai, aur na wo kisi ki aulaad. Aur koi uss ka humsar nahi hai.