1st rakat
Qaida 1
TASHAHUDHaat badne ke baad Dua-e- Qunoot Padhe.
Allah humma inna nasta- eenoka wa nastaghfiruka wa nu'minu bika wa natawakkalu alaika wa nusni alaikal khair, wa nashkuruka wala nakfuruka wa nakhla-oo wa natruku mai yafjuruka, Allah humma iyyaka na'budu wa laka nusalli wa nasjud; wa ilaika nas aaa wa nahfizu wa narju rahma taka wa nakhshaa azaabaka; inna azaabaka bil kuffari mulhik.
ilahi hum tujh se madad chahtay hain aur tujh se maffi mangte hain aur tujh par imaan rakhtay hain aur tujh par bharosa karte hain aur teri achi tareef karte hain aur tera na shukar karte hain aur teri na shukri nahi karte aur alag karte hain aur chorte hain us shaks ko jo teri nafarmani kere. ilahi hum teri hi ibaadat kar te hain aur tere hi liye namaz padte hain. aur sajda karte hain aur teri hi taraf dourtey aur jhapatay hain aur teri rahmat ke umeed waar hain. Aur tere azab se dartay hain, bay shak tera azaab kafiroon ko pahonchne wala hai.





0 Comments