Allahu Akbar! x4
Allah sabse bada hai
Ashhadu an la ilaha illa Allah. x2
Mai gawahi deta hun Allah ke siwa koyi mabood nahi
Ashadu anna Muhammadan Rasool Allah. x2
Mai gawahi detahun Muhammad (S.A.W) allah ke Rasool hain
Hayya 'ala-s-Salah.
x2 (Chare ko Daye taraf / Right side kare)
Aao namaz ki taraf
Hayya 'ala-l-Falah .
x2 (Chare ko Bayen taraf / Left side kare)
Aao kamiyaabi ki taraf
Allahu Akbar! x2
Allah sabse bada hai
La ilaha illa Allah.
Allah ke siwa koyi mabood nahi
Note: Fajar ki Azan me Ek jumle ka izaafa hota hai fajar ki Azan ko seekhne ke liye agle post padhen
Azan ko acha sune aur uske baad Azan ke baad ki dua padhen

0 Comments