Bismilla  hir Rahmaanir-Rahiim.

Allah ke naam se jo be intahaa meharban aur reham farmanay wala hai 


  1. Qul a'oozu birabbin naas
  2. Malikin naas
  3. Ilaahin naas
  4. Min sharril waswaasil khannaas
  5. Allazee yuwaswisu fee sudoorin naas
  6. Minal jinnati wannaas 

Tarjuma:

kaho, mai panah mangta hun insanon ke rab , insanon ke badshah, insanon ke haqeeqi mabood ki, us waswase daalne wale ke shar se jo baar baar palat kar aata hai, jo logon ke dilon mein was wase dalta hai khuwa wo junoo mein se ho ya insanon mein se.