35) Ziyarat e quboor ki dua

 

Assalaamu 'alaykum ahlad diyaari, minal mumineena wal muslimeena, wa innaa in shaa Allaahu lalaahiqoon wa yarhamul laahul mustaqdimeena minnaa walmusta-khireena as-alullaaha lanaa wa lakumul 'aafiyah 

In gharon (qabron) ke momin aur musalman makeeno! tum par salaam ho [aur bilaa shuba agar Allah ne chaha to ham bhi tum se zaroor milnay walay hain.] [aur ham mein se pehlay janay walon par aur baad mein janay walon par Allah rahem farmaiye.] Mein Allah se apne aur tumahray liye aafiat ka sawal karta hun

Sahih Muslim (975, , siyaq is ka hai); Sahih Muslim (974a, pehle brackets mein izafa is ka hai); Sahih Muslim (974b, dusre brackets mein izafa is ka hai); Nasai (2040); Ibn Majah (1547)

Post a Comment

0 Comments