Allah taala ki panah mangay Us cheez ya kaam se ruk jaye jis mein shak ho, phir yeh kalmaat kahe:
Aamantu billaahi wa rusulihi
mein Allah aur us ke Rasoolon par imaan laya
Us ke baad Allah taala ka yeh farmaan parhay:
(Surah Hadeed: 3)
Huwal awwalu wal aakhiru waz zaahiru wal baatinu
wa huwa bi kulli shay-in ‘aleem
Wohi Awwal hai, wohi Aakhir hai, wohi Zaahir hai,
wohi Baatin hai aur woh har cheez ko khoob jaanta
hai



0 Comments