39) Barish zaroorat se ziyada hojaye to kya kaha jaye

 


Allaahumma hawaa laynaa walaa ‘alaynaa, Allaahumma ‘alal aakaami waz ziraabi wa butoonil awdiyati wa manaabitish shajar
Ae Allah! hamaray ird gird barish barsa, ham par na barsa, Ae Allah! (is barish ko Tu) teelon par, paharon ki chotiyon par, wadiyon ke darmiyan aur darakhton ke ugnay ki jaghon par (barsa)
Sahih Bukhari (1014), Sahih Muslim (897), lafz dono ke hain. Abu Dawud (1174), Nasai (1504)

Post a Comment

0 Comments