Allaahum maghfir li Fulan warfa' darajatahu fil mahdiyyeena, wakhlufhu fee ‘aqibihi fil ghaabireena, waghfir lanaa wa lahu yaa rabbal 'aalameena, wafsah lahu fee qabrihi wa nawwir lahu feehi
Ae Allah! fulan shakhs ko maaf farma aur hidaayat yafta logon mein is ka darja buland farma aur is ke baad is ke peechay reh jane walon mein is ka jaanasheen ban aur hamein aur isay maaf farma! ae Rabbul alameen! aur is ke liye is ki qabr mein kushadgi farma aur is ke liye is mein roshni kardey
Khat kasheeda lafz ki jaga mayyat ka naam len.
Sahih Muslim (920, lafz is ke hain), Abu Dawud (3118)


0 Comments