1
Allaahum mak finee bi halaalika ‘an haraamika, wa aghninee bi fadhlika ‘am man siwaak
Ae Allah! Tu mujhe apne halal ke sath apni haraam (kardah) cheezon se kaafi hoja aur mujhe apne fazl se, apne maasiwa se be niyaz kar day
Hasan. Tirmidhi (3563), Musnad Ahmad Maimanah Print (1:153). Albani ne ise Hasan kaha hai: in Sahiha (266). Dekhen Endnote 35
2
Allaahumma innee a'oodhu bika minal hammi wal hazani, wal ‘ajzi wal kasali, wal bukhli wal jubni, wa dhala’id dayni wa ghalabatir rijaal
Ae Allah! yaqeenan mein teri panah mein aata hun pareshani aur gham se aajiz ho jane aur kahili se,
buzdili aur bukhl se aur qarz ke bojh aur logon ke tasallut se
Sahih Bukhari (6363, lafz is ke hain), Sahih Muslim (2706), Abu Dawud (1540), Tirmidhi (3484), Nasai (5450).



0 Comments